Aaj Khushiyon Ki Koi Badhai Dega,
Nikla Hai Chand To Dikhai Dega,
Ae Dost Dosti Ki Hai Humne Aapse,
Aapka Ek Aansu Bhi Ghira To Sunai Dega..
Zindgi se apna har dard chupa lena,
Khushi na sahi gam gale laga lena,
Koi agar kahe mohabbat aasan hai,
To use mera toota hua dil dikha dena…
Log kehte hain ki achche log mar k sitare ban jaate hain, magar hum kehte hain k achche sitare gir k aap jaise dost ban jaate hain. Gud Morning
Ae dost kabhi mujhe bhula na dena….
is hanste hue chehre ko kabhi rula na dena…….
kabhi kisi baat per khafa ho bhi jao……
par mujhse door hokar mujhe judai ki saza na dena…..
Jada gum jab se najare ho gaye,
Gardish me hamare sitare ho gaye,
Nibhayi hai kuch yaro ne dosti aisi,
Ki dushman bhi dost se pyare ho gaye..
Dosti Hoti Nahi Bhul Jane Ke Liye,
Dost Milte Nahi Bikhar Jane Ke Liye,
Dosti Karke Khush Rahoge Itna,
Ki Waqt Milega Nai Aansu Bahane Ke Liye. ..
Dosto Ki Kami Ko Pehchante Hain Hum.
Duniya Ke Ghamon Ko Bhi Jante Hain Hum.
Aap Jaise Dosto Ke Hi Sahare.
Aaj Bhi Has Kar Jeena Jante Hai Hum…
Pyar kiya to unki mohabbat nazar aayi.
Dard hua to palke unki bhar aayi.
Do dilon ki dharkan me ek baat nazaraayi.
Dil to unka dharka par awaz is dil se aayi…
Zindagi bahut kuch sikhati hai ,
kabhi hasati hai..kabhi rulati hai .
Kudh se jayada kisipe bharosa maat karna ,
andhere me to parchai bhi saath chorjati hai..
Zindagi bahut kuch sikhati hai ,
kabhi hasati hai..kabhi rulati hai .
Kudh se jayada kisipe bharosa maat karna ,
andhere me to parchai bhi saath chorjati hai..
There are lots of desires in my heart
There are lots of sorrows in my life
This world would have killed me since long
But Damn, there is lot of strength in the prayers of my friends..!
Shobhai kya meri pic rkhi,
Khushbu ki tarah aapke paas bikhar jaunga,
Sukun bankar dil mein utar jaunga,
Mehsus karneki koshish kijiye,
dur hokar bhi paas nazar aounga.
Raat ki khamoshi raas ...
Assalam-o-Alekum
Salaam-e-Sehri
Ramzan ki pehli sehri aap sb ko mubarik
ALLAH hm sb ko saaray roze rakhne ki hemmat ata farmaye
Aameen
Bass na chalay ga Kuch b ab Shaitan ka,,
Aaya hai muskrata hova mahina Ramzan ka,
Ghar Ghar main jalay gi shama fakt Toheed ki,,,,
Arsh chovay ga Sajda kamzor baibas Ensaan ka ,,,,
Barsay ga Rahmaton ka sawan Har soo har ja,,,,
Har zuban pai ho ga Naghma Fakt Rahman ka,,,
Awo apna apna daman Donay ka ahdkrain NoOr .
Qismat walon ko milta hai moka Apny pahchan ka. . .